Pas encore inscrit ? Creez un Overblog!

Créer mon blog
governmentandwe.over-blog.com

governmentandwe.over-blog.com

ek bhavi patrakar se zyada ek behtar nagrik ban ne ki khwahish hai taki apne kaam me safal ho pau

Ses blogs

governmentandwe.over-blog.com's name

sarkar aur humare bich ke fasle ko mitane ke prayas me ek kadam is blog ke zariye.
governmentandwe.over-blog.com governmentandwe.over-blog.com
Articles : 25
Depuis : 06/04/2010
Categorie : Économie, Finance & Droit

Articles à découvrir

kyu pichre hai hum

sarkari astar me hum itne adhik pichre hue hai ki hum ek paragatishil desh ki kalpana nahi kar sakte.zaruri ye nahi hai ki humne dehh ke hit ke liye humne kitna kiya hai zarooi ye hai ki sarkar kea har kaam itna adhik lachila kyu hai ki isme sudhar ki koi kasar nahi dikhai deti.

traffic kanoon

aksar sarak par laal batti ke bavajood log sarak ke niyam ko torne se baaz nahi aate.fir agar haadsa ho jaye to log sarkar ko doshi mante hai.ek taraf hum kanoon ka ulanghan karte hai to fir kis baat par hum baar baar sarkar ko doshi tahrane ka sahas karte hai.

sarakari badalav

sarakar ki taraf se bnadarlav ki yadi hum sochte hai to hume khud bhi iske parati sachet hona hoga

kyu badh rahe hai cyber crime

lagbhag humari suraksha ke liye sabhi tarah ke kanoon hai lekin avmanna jitna humre desh me hota hai wo kahin nahi hota hoga.internet ka prachalan in dino bahut hi tezi se badha hai lekin is ne apradh ke naye darwaze khol diye hai.ye wastavik roop me kai apradhon ko janam deta hai.cyber crime ke kai udahran humare aas paas mil jate hai lekin mushki

saksharta abhiyan

desh ko viksit banane ki dihsa me shiksha ka bhiyan bahut hi zor shor se chalaya gaya,taki niraksharta me kami aaye .lekin ye zamini haqiqat se abhi bhi bhuat dur hai.kyunki shiksha ke sudhar ki disha me uthaye gaye ye kadam sarahniye ban sakta tha agar logo ka sakaratmak yogdan milta.

kanoon me sanshodhan

veshiyavirti ke khilaf bane kanoon me snshodhan ki zaroorat hai lekin sarkar ki ise nazarandaz karna sahi nahi.prashasahn aur samaj ke naak ke niche larkiayn awidh tariqe se lai jati hai aur is dhandhe me dhakeli jati hai fir bhi kanoon chup hai.fir aise kanoon ka kya faida jab wo sabhi ki nazron ke samne chale aur koi kuch kar bhi na sake.

sarkari yojna ke nakamyab hote wajood

sarkar har suvidha ke liye kai kanoon parit karti hai taki logo ke adhikaron ka hanan na ho lekin uske sahi roop me sanchalan nahi hone ke karan sabhi yojnaye thande baste me chali jati hai.uski ek wajah hum bhi hai kyunki hum un yojnao ke parati jagruk nahi hote.

MRP se zyada

sarkar ne grahak aur dukandaro ke bich samnvay aur samjhdari hetu MRP se zyada dene se mana kiya hai taki garahk thage na ja sake.iski ahmiyat ko hum samjhte hai fir bhi bus stand,railway station jaisi jagho per dukandar man mafik paise wasoolte hai.pareshani ye hai ki hume iske khilaf jane ka pira haq hai fir bhi hum ise apnate nahi.fir bhrashtach

copyright kanoon

logo ke vicharo i suraksha ke liye sarkar ne copyright ka kanoon banaya hai.prarambhik samay me lekhak,sangitkar aadi ki samagri log bina anumati ke upyog karne lage.is wajah se samgri ke malik ke adhikar ka hanan hota tha.adhikar ko surakshit rakhne ke liye copyright kanoon banaya gaya hai.lekin abhi bhi ye sahi roop se lagu nahi hua.

vicharo ki swatantrata

bahut hi swabhavik hai kiagar hum ek loktantar desh ka hissa hai to hume apne bahovo ko abhi vayakt karne ka pura adhikar hai .bharat ka samvidhan bhi is baat ki pairvi karta hai.lekin iska arth ye nahi hai ki hum is kanoon ka ulanghan karne lage.abhivaykti ki sawtantra ka adhikar hume isliye mila hai ki hum khul kar apne baaton ko logo ke samne ra